Bewafa Shayari In Hindi For Girlfriend

bewafa shayari in hindi for girlfriend 2016 , latest bewafa shayari in hindi wallpaper, bewafa status in hindi for whatsapp, new bewafa shayari in hindi for boyfriend, bewafa shayari in hindi for love, bewafa shayari in hindi language, bewafa, shayari in hindi for girlfriend 140 words, bewafa shayari in hindi font, bewafa shayari in hindi long….

Bewafa Shayari In Hindi

Tu Fir Se Aayi Hai Meri Rehguzar Mein Jhute Khwab Dekhaane Ko…
Agar Aana Hai To Aaa Mujhe Apna Banaane Ko…

Bata Kya Chahti Hai Mujh Se Mai Chand Sansoo Ka Mohtaz Hun…
Aur Kitna Barbaad Karogi Aakhir Iss Dewaane Ko…

Mai Gumshuda Hun Apni Zaat Mein Mujhe Neend Se Jaaga…
Tabah Kar De Hasti Meri Loot Le Mere Aashiyaane Ko…

Sun Le Meri Guzarish Mujhe De Tu Jaam-e-Zahar…
Jahan Zindagi Nilaam Ho Mujhe Le Chal Uss Maykhaane Ko…

Mujh Pe Ek Aakhri Eahsaan Kar Mujhe Sabit Kar De Bewafa…
Ya Fir Kya Hai Such Ye Bata De Beraham Zamaane Ko…….